Hello Friends aaj me aap ko batane bala hu ki SEO kia he and satme me ye v batane bala hu ki Blogger me SEo ki setting kese kartea.
SEO ka matlab hota he Search Engine optimization, SEO website or blog ke lie optimization karne ka kam karta he. SEO ek process he jisme website or blog ko designing or devloging ki sayata se search engine euselts me high rang mil sakta he.
Blogger ke lia SEO ko kese Bahatar baneye :
- Sabse pahele ap Blogger me Login kar lize.uske bat blogger ki setting me zayiye.ab apko basic me title ke niche descraption ka zaga millaga uske samne edit par click kare uske bat edit me apko apne blog ka Description likna padega,ap yada se yada 500 word me Description likiye and seve par click kare.
- Uske bat apko Setting me search performence ke nam ka option millaga apko uspe click kardena he.
- useke bat apko Meta Tags me desription ke namse ek option millaga zo ki apko pahele se disabled millaga apko usko edit karke Enable kardena he or uske bat apne blog ka ek acha description likdena he and save kardena he.
- uske bat apko Custom robots header tags ko enable kardene he .and ye sab karne ke bat apko save par click kardena he.
- Ye sab karne ke bat apko Save Changes par click kare, dosto ye blogger ke lie Basic SEO settings thi.
Agar ye post apko acha laga to plz comment kare.